Kal Ho Naa Ho…

जिंदगी के हर लामहे को जीलो जी भर के
क्या पाट कल को हो क्या जान ……

हम हैं आम याह पार
कल हो ना हो किसान जान ……।

तेरा मिलना आज खुसी है
कल दुखर बान जय की जान जान ……

तेरा जान हुमारी बदन्सीबी है
केसी और कि खुशनसीबई हो किसे जान ……

हर चीरे को देखो जी भर्के
कल मील ना माइल किसे जान ……

करो हर ऋषि कि कदर
कल हो ना हो किसान जान ……

प्यार बरन्ट साको तो बाँटलो
कल तुम हो ना हो किसान जान …

Naat-E-Rasool

जो कुचा है आसमन मी
जो बहेर वो बैर मी है
ये “आपका” वजूद है
जस के तुफ़ैल याहान
खुशबू गुलाब मी है
ताजजल्ली कमर मी है
कफर हुई जुल्मेट
शब फैल गया नूर
रोशन ये की का नाम
आज़ान-ए-साहर है है
में हूं महेज-ए-इश्क नबी
डब्ल्यूओएच मेरी ताबीब ……।
लाजत सी एक नाहा
मेरा जक्म-ए-जिगर मी है
आइ हुन दारूर पे …
ये केहती हूं आप से
लायी हुई वो गौहर
जो मेरी चष्म तारार मी है ……

Meaningful Shayari in Hindi

Khusbouon ki tarha meri har saans mein
pyaar apna basane ka wada karo
rang jitne tumhari mohabbat ke hain
mere dil mein sajane ka wada karo

hai tumhari wafaon pe mujhko yakeen
phir bhi dil chahta hai mere dil nasheen
yoonhi meri tasalli ki khatir zara
mujhko apna banane ka wada karo

jab mohabbat ka iqrar karte ho tum
dhadkano mein naya rang bharte ho tum
baarha kar chukay ho, magar aaj phir
mujhko apna banane ka wada karo

sirf lafzon se iqrar hota nahi
ik janib se hi pyaar hota nahi
main tumhein yaad rakhne ki khaoon kasam
tum mujhko na bhulane ka wada karo…

Nazrana…

Apni chahat ka Nazrana,Tumhe De Jayenge
Isqh kiya hai tumse,Yeh dil tum de Jayenge

Pyaar ki nagri tumhare liye banayege
Palako pe tumhare sunhere sapne sajaynge

Maut hame tumse chinkar le jayengi
Toh apni yaado ki saugat tumhe de jayenge

Khud ko jo phir tanha payonge
Wada karte hai hame hi karib payonge

Apni chhahat ka nazrana tumhe de jayenge
Isqh kiya hai tumse yeh di tumhe de jayenge…

Hindi Love Poems

Mere liye meri duniya ho tum,
Choo ke jo guzre vo hawa ho tum,
Maine jo maangi vo dua ho tum,
Kiya maine vo ehsaas ho tum,
Meri nazar ki talaash ho tum,
Meri zindagi ka karaar ho tum,
Maine jo chaha vo pyar ho tum,
Mere intezaar ki rahat ho tum,
Mere dil ki chahat ho tum,
Tum ho tou duniya hai meri,
Kaise kahun ki sirf pyaar nahi,
Jana Meri Jaan Ho Tum…

Hindi Poems on Love

Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya,
Ek Pal Mein Na Jaane Kya Ho Gaya,
Yun To Main Roz Usse Milta Hoon,
Na Jaane Aaj Usse Dekhte Hi Mujhe Kya Ho Gaya,
Wo Bhi Mujhse Izhar Kar Na Saki,
Main Bhi Naa Jaane Kaha Kho Gaya,
Aaj Usne Bahut Pyar Se Poocha Hai,
Wo Koun Hai Jisse Tumhe Pyar Ho Gaya,
Main Kaise Usse Kahoo Ke Wo Tum Hi Ho,
Jab Kehna Chaha To Uske Inkar Se Dar Gaya,
Wo Shayad Pyar Karti Hai Mujhse,
Na Jaane Kyon Mujhe Ye Guman Ho Gaya,
Kahi Aisa Na Ho Ke Isi Intezar Mein,
Koi Aakar Kahe Wo Kisi Or Ka Ho Gaya,
Na Dar Ae Dil Keh De Aaj Usse Ye Baat,
Haa Wo Tum Hi Ho Jisse Mujhe Pyar Ho Gaya…